

Aakhari lamhay jab aa-ain, Kaash wo tashreef laa-ain, Apnay jalwon main gumaa-ain, Joom-e-kar ham gun gunaa-ain. Ranjho ghum khaye hue hai Duur se aaye hue hai Tum par itraaye hue hai Haath phailaye hue hai. Kab wohh aayga mahina Jab chale apna safeena Suh e gulzaare madina Ya mujjibassahilina. Ithna karamm shahe zaman ho Khaali ruhse badan ho Aapke shehar ka kaffan ho Aur madine me daffan ho. Sala Wa Tullah Alaika Bahut bahut jazakallah khair jissne bhi naath ki lines bheje hai,mere ghar ki naath ki mehfil ,me aapki madad se raunak aagyee Allah hum sab ko aaqa sallalahu alaihi wasallam k dar ki ziyarat naseeb kree aaaameeeen. Waqt tha kitna suhana jab hua tareef lana huke khush sara zamana garaha tha ye tarana ya nabi salam alaika ya rasool salaam alaika. Masjids nabvi ka manzar hum bhi dekhe pass jakar.

Rescue 1122 kpk shortlisted candidates 2020 Aankh Se aanso baha kar hai khade Sar ko jhuka kar. Diagram based western cable plow wiring diagramĪaqa ab tu taiba main bula lo hasratain dil ki nikal lo hum buroo ko bhi sambhal lo apne qadmoo main sula lo ya nabi Masjide nabvi ka manzar hum bhi dekhe pass jakar. Jaankani k waqt aana chahera e anwar dikhana kalma e taiyib padhana apni kamli mein chupana.
